supno ki udan
me hu akhilesh patel, aap sab ka swagat he mere blog me.
Thanks to google AdSense to give me apportunity to express my feeling trough blogger.
Dosto me aap logo ko batana chahta hu ki mene apne jivan ke vo pal dekhe he jo mene kabhi bhi apne sapno me nhi socha tha.
Bat meri school time ki he jab me 10th me tha, tb mere jivan ka vo time tha jis time mujem apne sunhare bavisy ke liye ek line or ek stream ka chayan karna tha, jo mujhe success persion banane vali thi..........................mene engineer banne ka fesla kiya. sahi batau to mujhe ye bhi nhi pata tha ki engineer kya hota he.me ek village se belong karta hu jaha ye batane vala koi nhi tha ki tumhe 10th ke bad kya lena chahiye...bas humhe ye pata tha ki pcm lene ke bd agar aap ko alag stream me jana ho to aap kabhi bhi stream badal sakte ho....Bus itna knowladge tha....
jese jese samay bitata gaya humne aage ki padai ki or humne 12th pass ki.
12th ke bad ka suffer
jese 12th puri hui mene collage ke liye intress exam di, usme kam number milne ke bad mujhe private collage me dakhila mila.
collage ka 4year ka suffer
Jab mene collage start ki to me pure lagan ke sath gya or mene man me bahut exitment thi collage ke 1st day ko leker ki kya hoga kese hoga,racking to nhi hogi na ya hogi,,thoda dar bhi tha pr khusi bhi thi.par jab first day mene collage me entry ki to mujhe bahut bura laga mene jesa collage socha tha vesa kuch nhi tha,mere sare sapne chakna chur ho gye.me man hi man rone laga ki ye kya he kya socha tha or kya ho gya......collage ka campuse bhi boring or vha n hi studend bhi pure or n hi teacher, na sport ground nd garden bus 3se4 buse thi or 50-60 student......
collage ki itni puri hallat thi ki me bata nhi sakta dosto aap ko,,aap ko pata he enginner desh ki rid ki haddi he,,collage me lab nhi thi humhari branch(mechanical) ki...jab tak humhe practical knowladge nhi hoga tb tab tak humhe pura knowladge nhi hoga....bus dosto un collage ki is halat ke karan humhari halat karab ho gyi he,,,,n job he n knowage he bus ma bap ke pese west kiye he,,,
Dosto comment about my blog
ReplyDeleteNice blog
ReplyDelete